शनिवार, 17 दिसंबर 2011

CHANA ME FALI BHEDEK KEEDA


CHANA ME FALI BHEDEK KEEDA LAGA HAI KYA UPCHAR HAI?

UPCHAR-MITHYAL PERASIYAN 4 K.G.  / BEEGHA BHURKAW KAREN  YA INDOSELPHAN GHOL KE 200 M.L MATRA KO 120 LEETER PANEE ME MILAKER / BEEGHA CHIDKOW KARE .

CHANA ME FOOL AA RAHA HAI KOI HARMON BATAYE ?

UPCHAR-SAYTTRO JAYEM 1-M.L. 1 LEETER PANEE MEN MILAKER CHIDKOW KAREN.

GANNA (SUGERCAN) MEN DEEMAK LAGE HAI KYA UPCHAR HAI ?

UPCHAR –CLORO PARI PHAS  KE  3 LEETER MATRA KO MAN NALI MEN SINCHAI KE SATH DROPING KAREN YEH MATRA 1 HACTER KE LIYE PRYAPET HAI.




AAM (MANGO) KA PODHA NAMI(MOISTER )  KE KAREN MER JATA HAI  KYA UPCHAR HAI?

UPCHAR- AAP FEBURARY, MARCH ME PODHEY KA ROPAN KAREN.
2- AAM (MANGO)KE PODHEY  MEN FOOL ANEY PER 10 LEETER PANEE MEN 10 M.L. MONOSIL 36E CHIDKOW  KAREN NEXT TIME 12 DINBAD 2SARA CHIDKOW KAREN NEXT TIME JB FAL MATER KE DANE KE BARABER HO JAYE  TAB TEESHRA CHIDKOW KAREN . LABH HOGA.

 AALU KHODENEY  KE BAD MOONG KE BUBAI KAB KAREN ?

MOONG KE BUBAI 20 FEBURARY KE BAD KAREN MOONG KE VARITEY TAYPE-44  YA K-851 KE BUBAI KAREN.

AAM (MANGO ) KE BOUR ME KEEDA LAG JATA HAI  KYA UPCHAR  HAI?

UPCHAR-FALIDAL DUST 250 GRAM  HER THALEY MEN  BURAKOW KER GUDAI KAREN , MANGO BUG PODHEY PER NA PHUNCH PAYE ESKEY LEYE  400 GAUGE KI MOTI POLYTHEEN SHEET 30 C.M. CHODI JAMEEN SE 3O C.M. UNCHEE DONO OR SE SUTLI SE BANDH EY USKE UUPER GREESH LAGA DEN  ESSHE BUG UUPER NAHE PHUNCH PAYAGE .

KHREEPH MEN PYAJ(ONIAN) KE POUDH LAGANEE HAI  KAB BUBAI KARUN?

PYAJ  KE NARSHREE JUNE MONTH MEN DAL SAKETEY HAI  PYAJ KE 
TOP VARITY NEFAD-53 YA AGRIFOUND DARK RED LAGAYEN .

BHINDI(LEDY FINGER) KA PODHA JAB 25 DIN KA HOTA HAI TAB SUKH JATA HAI KYA UPCHAR HAI ?

UPCHAR-THEERAM SE BEEJ KO SODHIT KAREN FIR BUBAI KAREN
 (2 GRAM /1 K.G.BEEJ ) BUBAI KE PURV 15 K.G. / KACTER KE DER SE BURKOW KER MITTI ME MILAKER BUBAI KAREN.

 BHINDI(LEDY FINGER) KE KON SE VARITY  ACHEE  HAI?

AZAD-1 ACHEE VARITY HAI  30 JANUARY KEASH PAS KANPUR SAK BHAGI CENTER KALYANPUR  KANPUR  SE PRAPT KAR SAKTEY HAI.
 GHUNYIA KE BUBAI KAB KAREN KHAD KE MATRA KTNE DALEN?

GHUNYIA KE BUBAI  JUNE  OR FEBURARY ME KAR SAKETEY HAI KHAD
KE MATRA  NITROGEN-120 K.G.,PHASPHORUS-80 K.G -80 K.G. ,POTASH-80 K.G, KE  MATRA  KE JRURAT HOGI .

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें